Songtexte.com Drucklogo

Afsana Banake Bhool Na Jaana Songtext
von Himesh Reshammiya & Tulsi Kumar

Afsana Banake Bhool Na Jaana Songtext

Afsana Banake Bhul Na Jaana
Deewana Banake Durr Na Jaana
Afsana Banake Bhul Na Jaana
Deewana Banake Durr Na Jaana
Ishq Mera Ishq Deewana
Ishq Mera Ishq Deewana
Afsana Banake Bhul Na Jaana
Deewana Banake Durr Na Jaana
Afsana Banake Bhul Na Jaana
Deewana Banake Durr Na Jaana
Tanha Na Chhodna Kasmein Na Todna
Tanha Na Chhodna Kasmein Na Todna
Ishq Mera Ishq Deewana
Afsana Banake Bhul Na Jaana
Deewana Banake Durr Na Jaana
Yeh Kya Huaan Hai Kaisa Nasha Hai
Chhayi Hai Dil Pe Kyon Bekhudi
Tumse Hai Kehna Vaada Hai Lena
Dhoka Na Dena Humko Kabhi
Aawara Har Dhadkan Hai Bechain Mera Dil Hai


Betaabi Ka Yah Aalam Samjhana Mushkil Hai
Yeh Rishta Jodna Tanha Na Chhodna
Ishq Mera Ishq Deewana
Afsana Banake Bhul Na Jaana
Deewana Banake Durr Na Jaana
Afsana Banake Bhul Na Jaana
Deewana Banake Durr Na Jaana
Zehar Zehar Hai Kehar Kehar Hai
Teri Chaahaton Ka Hai Yeh Asar
Kyon Bheed Mein Bhi Tanhaaiya Hai
Bechainiya Hai Aye Hamsafar
Madhoshi Ke Lamhe Hai
Saanson Mein Toofan Hai
Lutt Jaane Ka Chahat Mein Ab Mera Armaan Hai
Raahen Na Modna Kasmein Na Todna
Ishq Mera Ishq Deewana
Afsana Banake Bhul Na Jaana
Deewana Banake Durr Na Jaana
Afsana Banake Bhul Na Jaana
Deewana Banake Durr Na Jaana

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Himesh Reshammiya & Tulsi Kumar

Quiz
Wer singt das Lied „Applause“?

Fans

»Afsana Banake Bhool Na Jaana« gefällt bisher niemandem.