Log Peete Hain Songtext
von Hemant Kumar
Log Peete Hain Songtext
Log pite hain, ladkadhaate hain
Dil se duniyaa ka gam mitaate hain
Log pite hain, ladkadhaate hain
Dil se duniyaa ka gam mitaate hain
Ek hum hain ki teri mehafil mein
Pyaase aathe hain, pyaase jaathe hain
Khush hain saba, aur khushii nahin miltee
Zindaa hain, zindagi nahin miltee
Jal rahe hain charaag ummiido ke
Jal rahe hain charaag ummiido ke
Aur kaheen roshni nahin miltee
Roshni ka fareb khate hain
Roshni ka fareb khate hain
Pyaase aathe hain, pyaase jaathe hain
Log pite hain, ladkadhaate hain
Mahkee-mahkee huee fazaa ko salaam
Bahaki-bahaki huee haea ko salaam
In bahaaron se to bhalee hai khizaan
In bahaaron se to bhalee hai khizaan
In bahaaron kee har ada ko salaam
Jinamein sau zakhm muskuraate hain
Jinamein sau zakhm muskuraate hain
Pyaase aathe hain, pyaase jaathe hain
Log pite hain, ladkadhaate hain
Dil se duniyaa ka gam mitaate hain
Ek hum hain ki teri mehafil mein
Pyaase aathe hain, pyaase jaathe hain
Dil se duniyaa ka gam mitaate hain
Log pite hain, ladkadhaate hain
Dil se duniyaa ka gam mitaate hain
Ek hum hain ki teri mehafil mein
Pyaase aathe hain, pyaase jaathe hain
Khush hain saba, aur khushii nahin miltee
Zindaa hain, zindagi nahin miltee
Jal rahe hain charaag ummiido ke
Jal rahe hain charaag ummiido ke
Aur kaheen roshni nahin miltee
Roshni ka fareb khate hain
Roshni ka fareb khate hain
Pyaase aathe hain, pyaase jaathe hain
Log pite hain, ladkadhaate hain
Mahkee-mahkee huee fazaa ko salaam
Bahaki-bahaki huee haea ko salaam
In bahaaron se to bhalee hai khizaan
In bahaaron se to bhalee hai khizaan
In bahaaron kee har ada ko salaam
Jinamein sau zakhm muskuraate hain
Jinamein sau zakhm muskuraate hain
Pyaase aathe hain, pyaase jaathe hain
Log pite hain, ladkadhaate hain
Dil se duniyaa ka gam mitaate hain
Ek hum hain ki teri mehafil mein
Pyaase aathe hain, pyaase jaathe hain
Writer(s): Kaifi Azmi, Hemant Kumar Lyrics powered by www.musixmatch.com