Songtexte.com Drucklogo

Insano mein paise ke liye Songtext
von Hemant Kumar

Insano mein paise ke liye Songtext

Insaanon ne paise ke liye aapas ka pyaar mitaa daalaa

Hanste-basate ghar phunk die, dharti ko narak bana daalaa

Mittee se nikaala sone ko, sone se banaae mahal, magar

Jazbaat ke najuk rishton ko mittee ke tale dafana daalaa
Insaanon ne paise ke liye aapas ka pyaar mitaa daalaa

Deen aur dharam ko haar diya, neki ko badi par vaar/war diya

Mandir, masjid aur girizon ko bankon kee bhent chadha daalaa

Pyaar apanae jagah khud daulat hai, ye baath naa samajhi insaan ne

Qudarat kee banaai daulat ka sikkon mein mola lagaa daalaa
Insaanon ne paise ke liye aapas ka pyaar mitaa daalaa

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Fans

»Insano mein paise ke liye« gefällt bisher niemandem.