Songtexte.com Drucklogo

Ittephakan pyar Songtext
von Harry Anand

Ittephakan pyar Songtext

Ittefaqan pyaar nahi hota hai doston
Ittefaqan pyaar nahi hota hai doston
Aankhein hoti hain chaar, aur do dil hote hain
Milte hain haste hain, tanhayi mein rote hain

Ittefaqan pyaar nahi hota doston

Pehle toh nazron ko chehra kisi ka bha jaaye
Phir us ka noor deewane-e-dhadkan pe chaa jaaye

Ek dard uthe anjaana, dil ban jaaye parwaana

Aur na jaane kya kya waakiyaat hote hain
Aankhein hoti hain chaar, aur do dil hote hain
Milte hain haste hain, tanhayi mein rote hain
Ittefaqan pyaar nahi hota hai doston

(Vocals Break)

(Ittefaqan pyaar nahi hota doston)

Chahat jab hoti hai toh neendein bhi udh jaati hain
Deedar-e-yaar ki talab aur bhi badh jaati hai

Jab ishq koyi karta hai, marne se nahi darta hai

Dilwaalon ke aise khayalat hote hain
Aankhein hoti hain chaar, aur do dil hote hain
Milte hain haste hain, tanhayi mein rote hain
Ittefaqan pyaar nahi hota hai doston

Ittefaqan pyaar nahi hota hai doston
Ittefaqan pyaar nahi hota hai doston

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Harry Anand

Quiz
In welcher Jury sitzt Dieter Bohlen?

Fans

»Ittephakan pyar« gefällt bisher niemandem.