Milaap Songtext
von Bayaan
Milaap Songtext
Naa hi hosh naa fikar ne kuch kaha
Naa kitaabon ne batai jo thi baat
Phir firaaq ki nazar hua vasal
Phir sharaab mein utar gayi ye raat
Ghaltiyon mein palkein bhi
Khwaahishon ki bujh sake naa aag
Thak gaya hoon jal ke bhi
Roshni mein dhal sake na raat
Gir ke bhi, sambhal ke bhi
Khud se kyun naa ho sake milaap?
Dekha-dekha sa hai aks samne
Shakhs ye mere kabhi raha tha saath
Phir gumaan mera hai aaina shikan
Phir qaraar bhi naa thaame mera haath
Naa kitaabon ne batai jo thi baat
Phir firaaq ki nazar hua vasal
Phir sharaab mein utar gayi ye raat
Ghaltiyon mein palkein bhi
Khwaahishon ki bujh sake naa aag
Thak gaya hoon jal ke bhi
Roshni mein dhal sake na raat
Gir ke bhi, sambhal ke bhi
Khud se kyun naa ho sake milaap?
Dekha-dekha sa hai aks samne
Shakhs ye mere kabhi raha tha saath
Phir gumaan mera hai aaina shikan
Phir qaraar bhi naa thaame mera haath
Writer(s): Bayaan Lyrics powered by www.musixmatch.com