Songtexte.com Drucklogo

Jaan Meri Ja Rahi Sanam Songtext
von Anuradha Paudwal & Udit Narayan

Jaan Meri Ja Rahi Sanam Songtext

Aa ke bhar lo baazuon mein tumko hai qasam
Jaan meri jaa rahee, sanam
Jaan meri jaa rahee, sanam

Aa ke bhar lo baazuon mein tumko hai qasam
Jaan meri jaa rahee, sanam
Ho, jaan meri jaa rahee, sanam

Hmm, aa ke bhar lo baajuon mein tumko hai qasam
Jaan meri jaa rahee, sanam
Jaan meri jaa rahee, sanam

Kya mohabbat hai? kya nazaaraa hai?
Kal talak ye dil tha mera ab tumhaaraa hai
Kya tamanna hai? kya ishaara hai?
Hamne to pal-pal tadap ke pal guzaaraa hai
Hamne to pal-pal tadap ke pal guzaaraa hai


Dekho-dekho...
Dekho-dekho ab karo naa mujhpe yoon sitam
Jaan meri jaa rahee, sanam
Ho, jaan meri jaa rahee, sanam

Haan, aa ke bhar lo baajuon mein tumko hai qasam
Jaan meri jaa rahee, sanam
Jaan meri jaa rahee, sanam

Kya ladakpan hai? kya javanee hai?
Ab tumhaare naam saaree zindgaani hai
Kya haqiqat hai? kya kahaani hai?
Saamane mere, mere sapanon kee raani hai
Ho, saamane mere, mere sapanon kee raani hai

Ab saha naa...
Ab saha naa jae mujse doori ka ye gam
Jaan meri jaa rahee, sanam
Ho, jaan meri jaa rahee, sanam

Ho-o, aa ke bhar lo baajuon mein tumko hai qasam
Jaan meri jaa rahee, sanam
Jaan meri jaa rahee, sanam

Jaan meri jaa rahee, sanam

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Fans

»Jaan Meri Ja Rahi Sanam« gefällt bisher niemandem.