Sahara Songtext
von Ali Haider
Sahara Songtext
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Jeene ke liye chahiye sahara
Sahara
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Jeene ke liye chahiye sahara
Sahara
Har chehre mein, har aankh mein
Zinda hoon, par anjaana hoon
Duniya se hoke bekhabar
Aasmaan ke gunn gaata hoon
Dhool hai kabhi rangon se poor hai yeh fazaa
Bulandi kabhi basti mein hai jeena mera
Jeene ke liye chahiye sahara
Sahara
Apnon ka, na begaanon ka
Aazad hoon in raahon ka
Na koi gum, na hai khushi
Jeena hai kya, bas bekhudi
Dhoop hai, kabhi chhaaon thikana hai mera
Phoolon mein, kabhi kaanton mein hai daaman mera
Jeene ke liye chahiye sahara
Sahara
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Jeene ke liye chahiye sahara
Sahara
Sahara
Sahara
Sahara
Sahara
Sahara
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Jeene ke liye chahiye sahara
Sahara
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Jeene ke liye chahiye sahara
Sahara
Har chehre mein, har aankh mein
Zinda hoon, par anjaana hoon
Duniya se hoke bekhabar
Aasmaan ke gunn gaata hoon
Dhool hai kabhi rangon se poor hai yeh fazaa
Bulandi kabhi basti mein hai jeena mera
Jeene ke liye chahiye sahara
Sahara
Apnon ka, na begaanon ka
Aazad hoon in raahon ka
Na koi gum, na hai khushi
Jeena hai kya, bas bekhudi
Dhoop hai, kabhi chhaaon thikana hai mera
Phoolon mein, kabhi kaanton mein hai daaman mera
Jeene ke liye chahiye sahara
Sahara
Sehra kabhi gulshan bane jeevan mera
Roshan kabhi andheron mein rasta mera
Jeene ke liye chahiye sahara
Sahara
Sahara
Sahara
Sahara
Sahara
Sahara
Writer(s): Ali Haider, Nasir Kazmi, Jhon Mall, Arshad Mehmud, Iqbal Asif Lyrics powered by www.musixmatch.com