Sweeta Songtext
von Adnan Sami
Sweeta Songtext
Aur ab Fursatganj se
Bunty Babli Pappu aur unke appu Shaad Ali
Sun′na chahenge Adnan Sami ki awaaz me
Sweeta film ka ek gaana
Jise sangeet diya hai Shankar-Ehsaan-Loy ne
Aur Bol hain Gulzar ke
Hmmm aa ha ha.
Aa ha ha. ra ra ra.
Main aankhon se pehchanta hoon
Acche se hain woh bhale se
Ghar ka pata bhi na de toh
Ik baar mill le gale se
Aankhon se aankhon ne kya chakh liya hai
Meetha laga seene mein rakh liya hai hai
Chocolate ke tukde, honth hain tere
Shehad ke qatre, Sweeta.
Tujhse nahi koi meetha huh :)
Sweeta, Sweeta. tujhse nahi koi meetha
Dil dil dil, dil maskhari kar raha hai
Phir mujhpe hasne laga hai
Phir saans tez ho gayi hai
Phir mujhko dassne laga hai
Halke nashe mein rehne laga hoon
Apne hi aap se kehne laga hoon.
Kaheri garmi mein sharbat-e-zam-zam
Rooh Afza tu Sweeta.
Tujhse nahi koi meetha. haaye
Bunty Babli Pappu aur unke appu Shaad Ali
Sun′na chahenge Adnan Sami ki awaaz me
Sweeta film ka ek gaana
Jise sangeet diya hai Shankar-Ehsaan-Loy ne
Aur Bol hain Gulzar ke
Hmmm aa ha ha.
Aa ha ha. ra ra ra.
Main aankhon se pehchanta hoon
Acche se hain woh bhale se
Ghar ka pata bhi na de toh
Ik baar mill le gale se
Aankhon se aankhon ne kya chakh liya hai
Meetha laga seene mein rakh liya hai hai
Chocolate ke tukde, honth hain tere
Shehad ke qatre, Sweeta.
Tujhse nahi koi meetha huh :)
Sweeta, Sweeta. tujhse nahi koi meetha
Dil dil dil, dil maskhari kar raha hai
Phir mujhpe hasne laga hai
Phir saans tez ho gayi hai
Phir mujhko dassne laga hai
Halke nashe mein rehne laga hoon
Apne hi aap se kehne laga hoon.
Kaheri garmi mein sharbat-e-zam-zam
Rooh Afza tu Sweeta.
Tujhse nahi koi meetha. haaye
Writer(s): Shankar Mahadevan, Gulzar, Loy Mendosa, Ehsaan Noorani Lyrics powered by www.musixmatch.com