Jaana Songtext
von Abhijeet Sawant feat. Prajakta Shukre
Jaana Songtext
Jaanaa, zindagi se naa jaanaa
Pyaar ka ye khazaana lut naa jae kaheen
Jaanaa, hum rahenge tumhaare, hain jab tak sitaare
Hai ye jab tak zameen
Duniyaa saaree de kar le loon main ik tera pyaar, ye pyaar
Saathee ho jo tere jesaa kya karnaa sansaar, sansaar
Zameen hai kya, jo too kahe main chaand pe tere saath chaluun
Whoa, jaanaa, zindagi se naa jaanaa

Mere jeevan mein hai tere geeton kee jhankaar, jhankaar
Tere sang main angaaron par chalne ko taiyaar, taiyaar
Tum door ho, hazaar ho, tum paas ho to muje har khushee
O, jaanaa, zindagi se naa jaanaa

Jaanaa, ho, jaanaa
Jaanaa, ho, jaanaa
(jaanaa)

Writer(s): Biddu, Indeewar Lyrics powered by www.musixmatch.com