Songtexte.com Drucklogo

Sapna Hai Sach Hai Songtext
von Abhay Jodhpurkar & Shreya Ghoshal

Sapna Hai Sach Hai Songtext

Sapana hai sach hai ki jaadoo hai yaa jaane kya hai
Bahata samay ek pal ko yaheen tham gaya hai

Lagata hai tha likhaa too hai mere liye
Aur muje bhee tera hona hee tha

Kithne din tha ye mantar sa
Jeenaa har pal tha dubhar sa
Kal jeevan tha soona soona
Sukh kaa baadal ab hai barasaa


Jaise panchi ambar paae
Jaise nadiya saagar paae
Aise maine tumko paayaa
Jaise radha giradhar paae

Lagata hai tha likhaa too hai mere liye
Aur muje bhee tera hona hee tha

Jaagi aashaa kab kee soi
Tum ho main hoon aur naa koyi
Dur kaheen par apana ho ghar sochoon main ye khoi-khoi

Kehane ko jo mera man hai
Ab vo tera singhasana
Tera paharaa in sanson par
Teri jogan ye dhadkan hai

Lagata hai tha likhaa too hai mere liye
Aur muje bhee tera hona hee tha

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Cro nimmt es meistens ...?

Fans

»Sapna Hai Sach Hai« gefällt bisher niemandem.