Songtexte.com Drucklogo

Baawri Piya Ki Songtext
von Aadesh Shrivastava

Baawri Piya Ki Songtext

Baawri piya ki, baawri piya ki
Baawri piya ki, baawri piya ki
Ho, baawri piya ki, baawri piya ki
Ka se kahein jaake peer jiya ki?
Baawri piya ki, baawri piya ki

Piyu rang mann ki chunar rangaayi
Piyu rang mann ki chunar rangaayi
"Piyu, piyu," rat ke piyu mein samayi

Ban gayi chhaya...
Ban gayi chhaya, chail baliya ki


Baawri piya ki, baawri piya ki
Baawri piya ki, baawri piya ki

Itt-utt dekhe, panth nihaare
Itt-utt dekhe, panth nihaare
Har din palchhin naam pukaare

Sudh naahi bisre, sudh naahi bisre
Sudh naahi bisre, mann basiya ki

Baawri piya ki, baawri piya ki
Baawri piya ki, baawri piya ki

Ka se kahein jaake peer jiya ki?
Baawri piya ki, baawri piya, haaye, baawri piya ki
Baawri piya ki, baawri piya ki, baawri piya ki
Baawri piya, piya...

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Aadesh Shrivastava

Fans

»Baawri Piya Ki« gefällt bisher niemandem.