Songtexte.com Drucklogo

O Mehbooba Songtext
von Mukesh

O Mehbooba Songtext

O, mehbooba, o, mehbooba
Tere dil ke paas he hai meri manzil-e-maqsood

Wo kaun si mehfil hai, jahan tu nahi maujood?

Kis baat pe naaraz ho? Kis baat ka hai gham?
Kis soch mein doobi ho tum? Ho jaayega sangam

Guzroon main idhar se, kabhi guzroon mein udhar se
Milta hai har ek raasta jaakar tere ghar se

Baanhon ke tujhe haar main pehnaaunga ek din
Sab dekhte reh jaayenge, le jaaunga ek din
Baanhon ke tujhe haar main pehnaaunga ek din
Sab dekhte reh jaayenge, le jaaunga ek din

O, mehbooba, o, mehbooba
Tere dil ke paas he hai meri manzil-e-maqsood
Wo kaun si mehfil hai, jahan tu nahi maujood?

O, mehbooba, o, mehbooba
Tere dil ke paas he hai meri manzil-e-maqsood
Tere dil ke paas he hai meri manzil-e-maqsood

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer besingt den „Summer of '69“?

Fans

»O Mehbooba« gefällt bisher niemandem.