O Janewale Songtext
von Lata Mangeshkar
O Janewale Songtext
O, jane wale, mera jeevan tere hawale
Kahi hoga prabhat, kahi saanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Kahi hoga prabhat, kahi saanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Ho, jane wale, mera jeevan tere hawale
Rahon mein teri jo aaye toofan
Pade sankat mein praan
Aur garajta ho jab aasman
Chahe dushman bane aaj saara jahan
Mere sach ki hai aan
Teri jai ka udega nishaan
Tere sukh mein jai maan
Tere sukh mein jai maan
Tere dukh mein banoon dhal
Andhkaar mein bhi...
Andhkaar mein bhi pyar ki mashal jalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Kahi hoga prabhat, kahi saanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Ho, jane wale, mera jeevan tere hawale
Sun aaj apne watan ki pukaar
Teri chamke kataar
Jaise baadal pe bijli ka waar
Aaj ran mein bahe aise lahoo ki dhar
Laal chunari sanwar, saje dharti suhagan
Tere sang mere praan...
Tere sang mere praan, honge pure armaan
Apne desh ki ye...
Apne desh ki ye bagiya saja Phule-phalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Kahi hoga prabhat, kahi saanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Ho, jane wale, mera jeevan tere hawale
Kahi hoga prabhat, kahi saanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Kahi hoga prabhat, kahi saanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Ho, jane wale, mera jeevan tere hawale
Rahon mein teri jo aaye toofan
Pade sankat mein praan
Aur garajta ho jab aasman
Chahe dushman bane aaj saara jahan
Mere sach ki hai aan
Teri jai ka udega nishaan
Tere sukh mein jai maan
Tere sukh mein jai maan
Tere dukh mein banoon dhal
Andhkaar mein bhi...
Andhkaar mein bhi pyar ki mashal jalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Kahi hoga prabhat, kahi saanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Ho, jane wale, mera jeevan tere hawale
Sun aaj apne watan ki pukaar
Teri chamke kataar
Jaise baadal pe bijli ka waar
Aaj ran mein bahe aise lahoo ki dhar
Laal chunari sanwar, saje dharti suhagan
Tere sang mere praan...
Tere sang mere praan, honge pure armaan
Apne desh ki ye...
Apne desh ki ye bagiya saja Phule-phalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Kahi hoga prabhat, kahi saanjh dhalegi
Meri aarti ki jyot tere saath chalegi
Ho, jane wale, mera jeevan tere hawale
Writer(s): Ravindra Jain Lyrics powered by www.musixmatch.com