Songtexte.com Drucklogo

Meri Gali Mein Aaya Chor Songtext
von Lata Mangeshkar

Meri Gali Mein Aaya Chor Songtext

Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor
Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor

Dil ko churaa kar bhaaga
Mere dil ko churaa kar bhaaga
Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor

Dil ko churaa kar bhaaga
Mere dil ko churaa kar bhaaga
Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor

Pehle usne aakar pakadi baiyaan, joraa-jori, baiyaan, joraa-jori
Lakh duhaee kee maine par ek nahin maani moree, ek nahin maani moree
Hathapayee kya karti, chup naa rahtee to marati, bebas ka kya zor

Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor
Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor


Dil ko churaa kar bhaaga
Mere dil ko churaa kar bhaaga
Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor

Kaise karoon shikaayat uski? dar laage badanaami se, dar laage badanaami se
Mar jaaongi hawaldaar kee roz-ba-roz ghulaami se, roz-ba-roz ghulaami se
Saare jag se kya kehna, achchha ghar mein chup rahana, kaahe karnaa shor

Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor
Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor

Dil ko churaa kar bhaaga
Mere dil ko churaa kar bhaaga
Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor

Jisane choree kee hai vo kab chain se hai rahne waalaa, chain se hai rahne waalaa
"jo karthaa hai, vo bhartaa hai", kah gaya ye kehne waalaa, kah gaya ye kehne waalaa
Ik din vo pachhataayega, dauda-dauda aayega, chor ko pad gaya mor

Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor
Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor


Dil ko churaa kar bhaaga
Mere dil ko churaa kar bhaaga
Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor

Dil ko churaa kar bhaaga
Mere dil ko churaa kar bhaaga
Meri gali mein aayaa chor
Tan ka chor, man ka chor

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Welcher Song ist nicht von Britney Spears?

Fans

»Meri Gali Mein Aaya Chor« gefällt bisher niemandem.