Ek Din Sapne Mein Dekha Sapna Songtext
von Kishore Kumar & Amit Kumar
Ek Din Sapne Mein Dekha Sapna Songtext
Ek din sapane mein dekha sapnaa (kya?)
Are, vo jo hai naa Amitabh apana (Bachchan?), haan
Market se out hua, logon ko doubt hua
Meri vajah se vo gaya, gaya, gaya, gaya!
Qismat to badali
Kya kahoon, really
Main Amitabh ho gaya
Ho, sapane mein dekha sapnaa
Daayen mein Hema (Malini?), baayein mein Zeenat (Aman?)
Saamane Rekha, peechhe jo dekha, haan
Daayen mein Hema, baayein mein Zeenat, saamane Rekha, peechhe jo dekha
To kya hua?
Ratna khadi thi, haath mein chadi thi
Dekhte-dekhte main bhaag raha tha
Dekha main jaag raha tha
Ho, sapane mein dekha sapnaa, haan
Haan, ek aur yaad aayaa (sunaao)
Ek din sapane mein dekha sapnaa
Are, vo jo hai naa Mr. Pelé apana (cosmos?)
Kehthe khilaadi hai, badaa anaadi hai
Mere saath jo match ho gaya, gaya, gaya, gaya!
Are, maara jo chakka to catch ho gaya
Football mein Cricket? (haan, kahaa naa)
Sapane mein dekha sapnaa
Ho, sapane mein dekha sapnaa
Aur ek
Ek din choti see dekhi sapani (sapani?)
Vo jo hai naa Lata apanee
Lata ga rahee thi, main table pe tha
Vo mukhde pe thi, main antare pe tha
Taal kahaan, sam kahaan, tum kahaan, hum kahaan
Taal kahaan, sam kahaan, tum kahaan, hum kahaan
Tirakit-dum, nargad-dum, tirakit-dum, nargad-dum
Tum, hum-tum, naa, da, hat, khi, paa, ta
Lata fat, pata pat, marakach, karamat
Taate thai ta, taate thai ta
Taate thai ta, taate thai ta
Thaiya, thaiya, thai
Takat-dum, takat-dum, takatanyah
Sapane mein dekha sapnaa
Ho, sapane mein dekha sapnaa, ha!

Writer(s): Gulzar, Rahul Dev Burman Lyrics powered by www.musixmatch.com